Danav in Manav
Mujhe bus vo baate btani h ,jo unkahi ,unsuni or bezubaani h
arse beet gaye ,dimag badal gya ,par rape maarpeet ki vahi purani kaahni h
sab danav h , sab manav h ,ye baat mujhe sabko samjani h
jiski jyada bhook uski he chalti manmani h
koi do din s bhooka ,koi sard m nanga ,ye sab crrouption ki nissani h
har din es danav ki koi nayi shaitaani h
man chahe crime p thrakti ye uski halkat jawani h
ha m roya ,raat bhar na soya ,har gam ko apne kaam m piroya
phir maine smaja or jaana ...ander s danav bhar s manav
manav ki ye chal badi syani h
bus 6litre khoon or do pal ki uski jawani h
unki tadapti hui laas ek manav ko dikhaini h
Mujhe bus vo baate btani h ,jo unkahi ,unsuni or bezubaani h